Posts

Showing posts with the label Chicken Paratha

Ghar Par Kaise Banaye Chicken Paratha - Non-Veg

Image
Chicken Paratha Chicken Paratha Recipe ke Liye Avshayak Samgri 1. 100gm Chicken Gisa hua aur Pakaya hua 2. 2 Pyaz 3. 1 Shimla Mirchi 4. 1 Chamach Adrak-Lahsun Paste 5. 2 Cup Aata 6. 1 Chamach Kali Mirchi 7. 1 Chamach Gee 8. 1 Chamach Tel 9. Namak Swad Anusar Chicken Paratha Banane Ke Asaan Tarike ⦁ Ek pyan me tel garam kare, usme pisi kali mirch dale. Aab slaice me kate hue pyag dale aur 5-10 minat ke liye buna le. ⦁ Aab usme adrak-lahsun pest aur hari mirch kati hue dale aur 2 minat ke liye madyam anch par pakaye. Uske bad kati hue shimla mirch aur namak dale. ⦁ Aab chikna dale aur upar se chat masala chidak de. ⦁ Ise 5 minat ke liye halki anch par paka lijiye. Aab gas band kar de aur pyan ko niche utar le tatha chikan ko tanda hone ke liye rake. ⦁ Aab aata le kar uski loyi bana le aur usme cikan mishran bare. Aab parathe ko band kar ke bel le aur tave par gee dal kar paratha seka le. ⦁ Parathe ko achar ya rayathe ke...